* ajkal ki ladkia kamal krti hai pyar mein tin chaar ladkay ko bhikaari banakar chodti hai.
*phelay log khato se apne dil ka haal baya krtay thay,
ab whatsapp, facebook,insta ka jamana hai,facebook mein krtay hai pyaar,shaadi krngay insta mein,honey moon whatsapp mein .
*kisnay kaha tum hindu ho,tum muslim ho,sikh isai ho.
ek bar apna khoon ka rang toh dekho,tab kahogay mein toh insaan hu.
*bachpan mein toh kancha ,gili danda cricket khela krta tha,
ab facebook,whatsapp,insta se fursat kaha.
ab toh mein ghar mein betha burha maa-baap ko vulnay laga,
* log 5star resturat mein waiter ko 50/= rupaye tip dey skta hai par ek riskay walay se 10 rupayaa kam karnay ke liye lar parangaay.
the blog written by ajghar ali

Comments
Post a Comment